Assalamu Alaikum!
Welcome to Makkah Ziyarat — a dedicated platform jo Allah ke ghar ki ziyarat aur spiritual journey ko aasan, safe aur yaadgaar banane ke liye banaya gaya hai.
Makkah Ziyarat ek trusted travel & ziyarat service provider hai jo Umrah, Hajj aur Makkah ke ziyarat tours mein spiritual guidance aur professional service offer karta hai.
Makkah Ziyarat ki shuruaat Parvez Khan ne ki thi, with a vision to serve fellow Muslims in their sacred journey towards Makkah aur Madina. Hamari company ab tak do saal se kam time mein logon ko safe aur memorable ziyarat experiences provide kar chuki hai.
हम आपकी ज़रूरत और बजट के अनुसार उमराह और ज़ियारत पैकेज उपलब्ध कराते हैं:
May Allah bless you! Thank you. Those who (in charity) spend of their goods by night and by day, in secret and in public, have their reward with their Lord